![]() |
|
| Lyrics > S > Sonu Nigam > Humko Deewana Kar Gaye | 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | |
| Sonu Nigam - Humko Deewana Kar Gaye Lyrics: | ||
Tum jo na aate to achha tha Aa ke na jaate to achha tha Tum jo na aate to achha tha Aa ke na jaate to achha tha Tum jaate jaate jaana humko deewana kar gaye Tum jaate jaate jaana humko deewana kar gaye Dil na lagaate to achha tha Na tadpaate to achha tha Ab dil ko kya samjhaana humko deewana kar gaye Ab dil ko kya samjhaana humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Kabhi has lete hain, kabhi ro lete hain Haal kya kar diya Apne ehsaason ko khud saza dete hain Haal kya kar diya Hum the tanha achhe bhale Mit gaye kyon woh faasle http://www.free-lyrics.org/25352-Sonu-Nigam.html Nazrein churaate to achha tha Na muskuraate to achha tha Tum haste haste jaana humko deewana kar gaye Tum haste haste jaana humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Pyaas kya hoti hai, dard kya hota hai Kuch nahi tha pata Dhadkanein badhti hain, chain kyon khota hai Kuch nahi tha pata Ab nahi hai apni khabar Ek nasha hai shaam-o-seher Kuch na bataate to achha tha Raaz chhupaate to achha tha Tum milte milte jaana humko deewana kar gaye Tum milte milte jaana humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Humko deewana kar gaye Posted By : Nimish Fadnis View more Sonu Nigam Song Lyrics: Sonu Nigam - Salam E Ishq Lyrics Sonu Nigam - Kal Ho Naa Ho Lyrics Sonu Nigam - Humko Deewana Kar Gaye Lyrics Sonu Nigam - Tumse Milke Dil Ka Jo Haal Lyrics Sonu Nigam - Mere Haath Mein Lyrics Sonu Nigam - Jeene Ke Hain Chaar Din Lyrics Sonu Nigam - Sun Zara Soniye Lyrics Sonu Nigam - Halka Halka Sa Yeh Lyrics Sonu Nigam - Kitni Der Tak Lyrics Sonu Nigam - Jagte Raho Lyrics |
| © 2008 All Rights Reserved. Charts Reset Weekly. All lyrics are property of their respective owners and are strictly for educational use only. |